Zaya Na Jaye Gi Mehnat Namaz Ki.

Zaya Na Jaye Gi Mehnat Namaz Ki.


https://islamic-section.com/wp-content/uploads/2011/12/Jashn-e-Eid-Milad-un-Nabi-Wallpaper-made-for-lovers.gif
 

Helpful for the life and life after
 
Zaya na jaye gi mehnat namaz ki,
Dono jahaan ki khair hai daulat namaz ki,

Dil mein basa lo dosto hasrat namaz ki,
Sajde mein ja kar loot lo rehmat namaz ki...
 
RASOOLALLAH( S.A.W) ne farmaya:
Jab apne liye dua karo to dusron ko bhi yaad kiya karo,
Kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ke intezar mein ho.
 
These are Helpful for our life
1. Sura Yasin --- Relief from azaab in grave.
2. Sura Ar Rahman --- It'll make us rich in dunyia.
3. Sura Al Waqiya --- It'll release u from hunger.
4. Sura al mulk --- Brings light in ur grave...
5. Sura Al Jasiya --- It'll bring peace in ur life
 
Al Hadees -----
Musalmaan par Musalmaan ke Panch Haq hain:
Salaam ka jawab dena,
Mareez ki Eeyadat karna,
Janaze ke Hamrah jana,
Dawat Khabul karna,
Cheenk ka Jawab dena.
 
Jannat ke 8 darjey ..
1. Jannatul mava,
2. Darul maqaam,
3. Darul Salaam,
4. Darul Khuld,

5. Jannatul-adaan,
6. Jannatul-nayeem,
7. Jannatul-kasif,
8. Jannatul-firdous.
 
Best :
Leader--------Allah
Guide--------Quran

Lyrics--------Azaan
Loyalt--------Imaan
Request--------Dua
Protection--------Fitra
Oath--------Kalma

Exercise--------Namaz
Self Control--------Roza
Charity--------Zakat
Tour--------Haj
 
Some Facts about Quraan :---
Quran mein 700 bar Namaz ki dawat di gai hai.
Ayesha (RA) ne sab se pehle Quran ki aayaton ko gina hai.
Quran mein Surah-Al-Baqarah sab se badi Surah hai aur Surah-Kausar sab se chhoti Surah hai.
Quran ko pura hone mein 22 saal, 5 mahine, aur 14 din lage.
Quraan mein ALLAH ka naam 2584 bar hai.

Duniya mein Quran 103 language mein hai.
https://www.pakiisp.com/upload/images/1293042074429372.gif