Haar Jaati Hai

 

 

Subject: HAR JATI HAI

Thursday, June 9, 2011 6:11 PM


ZAMANE se sona tha k

 

jo cahat ek taraf ho

wo cahat har jati hai

kahin par Dua ka

ek lafaz bhi asar kar jata hai

kahin barsoo ki

ebadat har jati hai

mohabat kab kisi ko dosmani ka dars

deti hai

mohhbat ki bazi mai

adawat har jati hai

hume kitni bhi shikwe ho

uski jafaoon k

par us k samne har ek

shaqayat har jati hai

ek arzoo si hai k

us ko bhool jayin Hum

uski yaad ate hai

yeh hasrat har jati hai !!!!




Marquee Text